Shy Mora Saiyaan – Meet Bros – Monali Thakur
Song : Shy Mora Saiyaan
Singer : Meet Bros,Monali Thaku
Music : Meet Bros
Lyrics : Shabbir Ahmed
Category : Hindi Songs
Publish on : November 2nd, 2018

Shy Mora Saiyaan Song Lyrics
Indhana vinvaa gayi thi more saiyan
Mora saiyaan…
Mora saiyaan…
Haan solah shingaar karun
Main toh intezaar karun
Solah shingaar karun
Main toh intezaar karun
Minnatein hazaar karun
Tu aaza aaza aa…
Phir bhi na aaye mora saiyaan
Hai shy mora saiyaan
Tadpaaye mora saiyaan (x2)
Mohe ghoor ke
Kaahe taake door se
Main guzarishein karun
Ki paas aaja
Phir bhi na aaye mora saiyaan
Hai shy mora saiyaan
Tadpaaye mora saiyaan (x2)
Shiney Bindiya…
Dekh teri baby dil magical ho gaya
Udey neendiya…
Light si teri eyes me kahin kho gaya
Samjhe ishaare na tu…
Mujhko nihaare na tu…
Kab mera saiyaan pakdega baiyaan
Saat samundar paar mujhe le jaye tu
Milne kyun aaye na tu…
Sapno se jaaye na tu…
Kaise bolun tujhko
Huaa kya hai mujhko
TV pe dekhte rahti hoon photo tere
Kab karega feel door khada hai ek mile
Main guzarishein karun ki pass aaja
Phir bhi na aaye mora saiyaan
Hai shy mora saiyaan
Tadpaaye mora saiyaan (x2)
Saiyaan thara re
Tanne tadpaave re
Saiyaan thara re
Na nazar aave re (x2)
Mora saiyaan…
Mora saiyaan…