Bezuban Dil Ki – Shibani Kashyap – Jack And Dil Song Lyrics


Bezuban Dil Ki – Shibani Kashyap – Jack And Dil

Song : Bezuban Dil Ki

Singer : Shibani Kashyap

Music : Ramji Gulati

Lyrics : Ramji Gulati

Category : Hindi Song Lyrics 2021

Publish on : November 2nd, 2018

Bezuban Dil Ki Song Lyrics by Shibani Kashyap

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Har khawab mera toota hai

Jabse tu mujhse rootha hai

Waqt ne kyun baandhi hai mazbooriyan 

Kaise mitaun main ye dooriyan

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Tu to meri parchai hai

Jo na hoto tanhai hai

Bin tere main kaise jiyun

Kaise kahoon, tujhse kaise kahoon

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Bezuban dil ki zubani 

Kaise bayan karoon main 

Bin tere ek lamhaa 

Kaise bitaun main

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi

Main teri yadoon main 

Pal pal royi hoon 

Tujhko pata hi nahi