Jeena Marna Do – Altamash Faridi – Lafzon Ki Kahani
Song : Jeena Marna
Singer : Altamash Faridi
Music : Babli Haque
Lyrics : Sandeep Nath
Category : Hindi Song Lyrics 2022

Jeena Marna Song Lyrics by Altamash Faridi
Kyun itno mein tujhko hi
Chunta hoon har pal
Kyun tere hi khwab ab
Bunta hoon har pal..
Kyun itno mein tujhko hi
Chunta hoon har pal
Tere hi khwab ab
Bunta hoon har pal..
Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosala
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Tere khayalon mein ho gayi gum
Yeh meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Tere nigehbaaniyan (x2)
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosala
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Bandhane lage hai rishton ke dhage
Tere mere darmiyaan
Thode sukun mein rehne lagi hai
Yeh meri bechainiyan (x2)
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosala
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya