KAISA SITAM PARDHAAN
Song : Kaisa Sitam
Singer : Pardhaan
Music : Harry Cheema
Lyrics : Pardhaan
Category : Hindi Song Lyrics 2020
Publish on : March 16th, 2019

Kaisa Sitam Song Lyrics
tuney kaisa sitam kiya
kyu ye sitam kiya kaisa sitam kiya
tuney kaisa sitam kiya
kyu ye sitam kiya kaisa sitam kiya
sab khatam huya, sab khatam
sab khatam huya, kaisa sitam huya
2 saal ka ishq, gayab ek dam huya
kam huya dil dhadknaa mera
yaad aye baat baat par hasna tera
ladna tera fir gale milna tera
tere bina ab khi mera dil na
darta tha tujhe na kho du khi
bewajah tere aagey na ro du khi
sochi whi aisa maine kha kyaa
tuney shoda mere paas rha kya
maine chaha kya, mujhe mila kya
shod ab tujse kru main gila kya
shod shod karu main gila kya
tuney kaisa sitam kiya,
jis se ke meri rooh bhi jal gayi
tuney aisa sitam kiya,
jis se ke meri rooh bhi jal gayi
bharu main saansein ja na bharu
tujhe yaad karu jaa na karu
koi btaye mujhe smjaye mujhe
karu tu kya aur kya na karu