Maa – Ankit Tiwari [RAW]
Song : Maa
Singer : Ankit Tiwari
Music : Ankit Tiwari
Lyrics : Prince Dubey
Category : Hindi Song Lyrics 2020
Publish on : April 8th, 2019

Maa Song Lyrics
Dhoop jab sataye
Aanchal se dhak leti ho
Chhot jab bhi aaye
Sang mere roo deti ho
Tabiz jo main nikaal doon
Pareshan ho jaati ho tum
Kisi ki buri nazar lag jayegi
Pyar se batati ho tum
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho
Kehna tera jo na maanun
Ik ajeeb sa dard hota hai
Aankhein bhale hi na roye
Par dil ye mera roota hai
Mujhe bhi fikar teri hai maa
Par main kehta nahin
Tea yun chup rehna maa
Aacha mujhe lagta nahin
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho
Oh maa, yaad aati ho